یہ خود اپنی دریافت کا سفر ہے۔۔۔ تاریک گوشے میں بیٹھ کر روشن دنیا کو دیکھنے کا عمل۔۔۔
Tuesday, August 18, 2009
hawis
hawis.. paise ki ho,tawajjo ki ,taqat ki,ikhtiyar ki ya mohabbat ki... khwaar karti hai.. na sirf khud uss insaan ko balke uske ird gird ke logon ko bhi,mahool ko bhi
yeah huma u r right... but yeah hawis karta kiun hai insaan.. jis ke pass paisa hai woh mazeed paisey ke iye jis ke pass taqat hai woh mazeed taqt ky liye jis ke pass muhabbat hai woh mazeed muhabbat k liye
jub her cheez pass hai tu phir hawas kiun.. aur issi wajha se khawar huta hai akhir kaar insaan...
yeah huma u r right...
ReplyDeletebut yeah hawis karta kiun hai insaan..
jis ke pass paisa hai woh mazeed paisey ke iye
jis ke pass taqat hai woh mazeed taqt ky liye
jis ke pass muhabbat hai woh mazeed muhabbat k liye
jub her cheez pass hai tu phir hawas kiun..
aur issi wajha se khawar huta hai akhir kaar insaan...