Thinking.. (I wish I knew ur name :)) yeh aik Hadees Mubarakiah hai.. "aamal ka daromadar niyyet pe hai" .. iss mein shak nahin koi,ke aisa hai.. dosra hissa sawal hai,kya mal niyyet ka saboot hai?aur phir ham kehte hain ke niyyet ka haal sirf Allah janta hai...
I think intentions(niyaat) is very abstract in nature...we may use verb(amal)as the words to mention our intentions...but sometimes...people took our amal very wrongly because our intentions were not visible to them...
So giving words to something abstract depends on one's personality and nature...
If I have a good heart I will always look at people's amal with good niyaat...but if my heart is deaseased I will act quite differently....
hmm...I guess...I am screwed this whole matter again...
You are quite genious...Huma Sahiba...
The more I think about your statements the more I feel the depth....
Huma mera khayal hai jahan tak is hadees ka taluq hai to is ka maqsad shaid "jaza" ki tafheem karna hai. Iska matlab yehi huwa shaid kay insaan ko uskay aemal ki niyyat kay mutabiq jaza milay gi. Yeh aesay hi hai jesay aaik nau-omer khudkash hamla awar ko sikhla parha kay bhej diya jaye wo kisi masjid main jakay namaziyon ko shaheed karday aesay main gunahgar to yaqeen wo log hain jinho nay usay brainwash kiya aur "namazi" to shaheed hain yaqeenan. Magar us hamla awar to bekhaber tha us ka ilm bhi mehdood tha aesay main jab uski saza yan jaza ka tasawwur ham qaim karnay lagtay hain to hamain samajh nahi aati mainay apnay bhai say aaik baar aesa hi sawal kiya tha aur usnay mujhay yeh hadees sunai" innamal aemaal bilniyyat" jo saha-e-sata main say aksar aahadis ki kitabon main bari ahem hadis hai aur kisi insaan ka amal uski niyyat ko zahir nahi karta kiunkay ham insano kay dil main to jhank nahi saktay baqi aap shaid meri baat say mutafiq hon ya nahi agar angrezi main iska tarjama kiya jaye to yun banta hai "every action is judged by intention" Wallahul Ilm kabhi waqt mila to chat pay ham tafseel say baat karain gay is mozu par :)inshallah
beshak tanzeela, ''jaza ki tafheem'' .. yani yeh mere aur tumhare liye nahin irshad farmai gai, balke sirf bataya gaya hai.. chooNke ham niyyet nahin jantay iss liye ham ''judge'' nahin kar sakte.. ham sirf ''zahir'' ko dekh ke ''zahiri'' faisla de sakte hain.. yani kisi ka amal usski niyyet ko sabit nahin kar sakta (jaise ke Talha ne kaha)
beshak AMAAL KA DARO MADAAR NEYYAT PR HAY.(hadith) HUMA, ksi ka amal NEYYAT ko saabit kr hi deta hy bil AAKHIR. q k agr insan buri neyyat se acha kaam kry... to ALLAH US NEYYAT K BURY ASARR KO DNYA ME B zaahir kr deta hy r aakhrat me b kr dega.isi tra ACCHI NEYYAT se kea gea AMALL b apny SMRAAT ko zaahir kr deta hy.
hmm....intresting...
ReplyDeleteHuma Sahiba...kabhi kabhi app key achi neeyat app ko bura AMAL kernay say baaz bhi tu rakhty hay...
hmm...iss ka matlab...hameesha niyaat ka daroomadar amal per nahi kya ja sakta...?
wow...I am good in URDU....
Thinking.. (I wish I knew ur name :))
ReplyDeleteyeh aik Hadees Mubarakiah hai.. "aamal ka daromadar niyyet pe hai" .. iss mein shak nahin koi,ke aisa hai.. dosra hissa sawal hai,kya mal niyyet ka saboot hai?aur phir ham kehte hain ke niyyet ka haal sirf Allah janta hai...
hmm...now I understand....
ReplyDeleteI think intentions(niyaat) is very abstract in nature...we may use verb(amal)as the words to mention our intentions...but sometimes...people took our amal very wrongly because our intentions were not visible to them...
So giving words to something abstract depends on one's personality and nature...
If I have a good heart I will always look at people's amal with good niyaat...but if my heart is deaseased I will act quite differently....
hmm...I guess...I am screwed this whole matter again...
You are quite genious...Huma Sahiba...
The more I think about your statements the more I feel the depth....
hmm...good work...I am impressed...too much.
As far as mu understanding is concerned, Actions do depend upon intentions but actions don't necessary speak of one's intentions.
ReplyDeleteHuma mera khayal hai jahan tak is hadees ka taluq hai to is ka maqsad shaid "jaza" ki tafheem karna hai. Iska matlab yehi huwa shaid kay insaan ko uskay aemal ki niyyat kay mutabiq jaza milay gi. Yeh aesay hi hai jesay aaik nau-omer khudkash hamla awar ko sikhla parha kay bhej diya jaye wo kisi masjid main jakay namaziyon ko shaheed karday aesay main gunahgar to yaqeen wo log hain jinho nay usay brainwash kiya aur "namazi" to shaheed hain yaqeenan. Magar us hamla awar to bekhaber tha us ka ilm bhi mehdood tha aesay main jab uski saza yan jaza ka tasawwur ham qaim karnay lagtay hain to hamain samajh nahi aati mainay apnay bhai say aaik baar aesa hi sawal kiya tha aur usnay mujhay yeh hadees sunai" innamal aemaal bilniyyat" jo saha-e-sata main say aksar aahadis ki kitabon main bari ahem hadis hai
ReplyDeleteaur kisi insaan ka amal uski niyyat ko zahir nahi karta kiunkay ham insano kay dil main to jhank nahi saktay baqi aap shaid meri baat say mutafiq hon ya nahi agar angrezi main iska tarjama kiya jaye to yun banta hai "every action is judged by intention" Wallahul Ilm
kabhi waqt mila to chat pay ham tafseel say baat karain gay is mozu par :)inshallah
beshak tanzeela, ''jaza ki tafheem'' .. yani yeh mere aur tumhare liye nahin irshad farmai gai, balke sirf bataya gaya hai.. chooNke ham niyyet nahin jantay iss liye ham ''judge'' nahin kar sakte.. ham sirf ''zahir'' ko dekh ke ''zahiri'' faisla de sakte hain..
ReplyDeleteyani kisi ka amal usski niyyet ko sabit nahin kar sakta (jaise ke Talha ne kaha)
beshak AMAAL KA DARO MADAAR NEYYAT PR HAY.(hadith)
ReplyDeleteHUMA,
ksi ka amal NEYYAT ko saabit kr hi deta hy bil AAKHIR.
q k agr insan buri neyyat se acha kaam kry...
to ALLAH US NEYYAT K BURY ASARR KO DNYA ME B zaahir kr deta hy r aakhrat me b kr dega.isi tra ACCHI NEYYAT se kea gea AMALL b apny SMRAAT ko zaahir kr deta hy.